.

Thursday 15 September 2011

Which mobile network is Best in Pakistan and why?

Mobile phone to aap mein say aksar log use kartey hongy. Bohat kam log hein jo nahin karty. Sasta jo hota ja raha hey.
Pakistan mein is waqt taqreeban ye Mobile Companies, service daiy rahi hain:
Ufone
Warid
Zong
Mobilink
Telenor

Yahan yeh discuss karna hey k konsee mobile company behtreen ja rahi hey. Is sisley mein yeh baat mad-e-nazar rakhain k company ki performace mein yeh cheezain discuss karein:
Signal/Voice Quality and Coverage
Packages (Postpaid/Prepaid) and which is cheap and best.
Ease of use
Support and Help

In Companies ko vote dainey k saath saath Ap sab apny experiences baqi doston k saath share karein aur yun in companies ki overall performance ka andaza bhi ho sakey ga aur logon ko achi service ki choice mein bhi aasani ho gi.

To janab, aap ki posts ka antizar rahiga.

custmers of network

1 Mobilink GSM, GPRS, EDGE 32.96 MILLION (April 2011)

2 Telenor GSM, GPRS, EDGE 26.06 MILLION(April 2011)

3 Ufone GSM, GPRS, EDGE 20.43 MILLION (April 2011)

4 Warid GSM, GPRS, EDGE 18.09 MILLION (April 2011)

5 ZONG GSM, GPRS, EDGE 10.34 MILLION (April 2011)

No comments:

Post a Comment